Sunday, 3 January 2016
Naukari aur pramotion ke liye upay 1
Naukari aur Promotion Dilane wale Upay - Job and Promoton
Pahala Upay -
Remedy for Saturn will improve your career and gain, follow these remedies and feel the change.
: Clean and cut your nails regularly, at least do not have dirty nails . Saturn rules these wastage materials in our body.
: Donate blanket to poor people in winters. Black blanket and Poor people related to Saturn.
: Donate umbrella in Rainy season. Black umbrella and Poor people related to Saturn.
: Help blind people, Saturn is a planet of darkness, hence It rules blind people.
: Fast on Saturdays, Saturday is related to Saturn.
: Financially help to cleaners and sweepers as these people are ruled by Saturn.
: Respect hardworking people like Rikshwala etc.
: Offer water in Peepal Tree on Saturdays (very strong remedy).
: Avoid alcohol on Saturdays.
: Help leapers and handicapped people.
Shanivar ke din brahm-muhurtha me uth kar nityakarm karne ke baad, snan kar ke pavitra ho jaye fir ghar me kisi pavitra sthan par puja ka vishesh prabandh kare ya Mandir me puja karwaye.
Shanivar shanidev ki puja ka vishesh din mana jata hai evam ve humare karmo ka phal dene wale bhi hai isliye is din shanived ka pujan karna hai.
Pujan karne ke baad yaha diye gaye mantra ka 1008 baar jaap karna hai, Jaap ke liye rudraksh ki mala ka prayog kiya ja sakta hai
मंत्र: ऊँ नम: भगवती पद्मावती ऋद्धि-सिद्धि दायिनी दुख-दारिद्रय हारिणी श्रीं श्रीं ऊँ नम: कामाक्षाय ह्रीं ह्रीं फट् स्वाहा।
Pujan evam jaap me samay lagta hai isliye kisi shant aur pavitr sthan ka chunav kare, jaha ap shanti se baith kar bina kisi badha ke pujan kar sake. 1008 baar jaap karne se ye mantr siddha ho jata hai, ab jab ap naukari ke liye Interview dene jaye ya promotion ya increment ki baat karne jaye to ghar se 11 baar is mantr ka jaap kar ke jaye aur sath me thoda sa ata(Flour) aur gud (Jaggery) le kar jaye aur raste me gau mata ko khlate huye. Is karya ke baad yah upaay poorn ho jaaega aur aapako jaldee hi achchhee naukaree mil jaaegee। pramoshan ke raaste me aa rahee rukaavaten door ho jaaengee।
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment