Friday, 25 December 2015

10 benifits of masturbation

Hastmaithun (Masturbation) apni kamukta par kabu pane ka ek common tarika hai. Masturbation ek yaisa topic hai jis ar khulkar bate nahi hoti hai. Yah warjit topic hai, jis par log bate karne me sharm mahsus karte hai. Iske thik ulat akde (statistics) batate hai ki 95% purush (males) aur 89% mahilaye (females) daily basis par masturbation karti hai. Masturbation se sehat par koi bura asar nahi padta hai. Yadi ap bahut jyada masturbation karte hai ya nashe ki tarah lat pad gai hai, tab apki kisi sexologist se milne ki jarurat hai. Masturbation Ek Sexual Expression: Duniya bhar ki kai health report ki study kare to pata chalta hai ki masturbation sexually tension ko bhi kam karne ka sabse accha aur healthy tarika hai. Health Professionals ke mutabit apne private part ko touch karna behad natural hai. Yaise me masturbation ko sexual expression ke rup me hi dekha jana chahiye. Anand Me Koi Kami Nahi: Purusho ke mukable mahilayo ka orgasm jyada complex hota hai. Purusho ko samanyateh sperm nikalte wakt anand ata hai. Adhuri uttejna aur galat sex techniques mahilayo ke orgasm ko kam karti hai. Wakt se pahle sperm ka girna aur foreplay me kami mahilayo ke anand ko kam karti hai. No Limit: Masturbation karne ka koi cut point nahi hai. Yah us vyakti par nirbhar karta hai. Lekin average dekha jaye to hafte me 3 bar thik hai. Masturbation Natural Hai: Masturbation puri tarah se natural prkriya hai. Isse prajanan kshamta (fertility) par kisi bhi tarah ka bura prabhav nahi padta hai. Sexual kamjori aur kamukta me kami ki bat bhi puri tarah se galat hai. Yaha tak ki janwaro me Billi (Cat), Kutte (Dogs) aur Bandar (Monkey) bhi masturbation karte hai. Masturbation Se Tension Khatm: Masturbation ke dauran dhadkan (heart rate) bad jati hai. Blood ka flow bhi badta hai aur muscles me sakhti ati hai. In sari sharirik prakriyao ke karan tanav se mukti milti hai. Jaise ki ap sex ke bad rahat aur tanav se mukt mahsus karte hai. Masturbation Hai Puri Se Safe: Apni kamukta ko kabu rakhne ke liye masturbation puri tarah se safe prakriya hai. Sexual Dysfunction Par Kabu: Yadi purush (male) ya mahila (female) sexual dysfunction se pidit hai to masturbation se kai chije samajh sakte hai. Yadi purusho me sex ke dauran wakt se pahale sperm girne ki samashya hai to masturbation ko learning tool ki tarah istemal kar sakte hai. Ap isme sikh sakte hai ki khud par control kaise kiya jata hai. Masturbation Se Rat Me Acchi Neend: Jab ap sexual climax par hote hai aur feel good zone me pahunch jate hai to iska matlab yah hua ki hormones nikal chuke hai. Jab Oxytocin aur Endorphins Hormone release ho jate hai, tab ap feel good zone me hote hai. Masturbation ke dauran in hormone ke nikal jane ke bad ap befikra hokar bina kisi tension ke sote hai. Acchi neend acchi sehat ke liye behad jaruri hai. Bahut hi thakau din ke bad rat me acchi neend ke liye masturbation ek shandar prakriya hai. Positive Mental Level: Jab ap masturbation ke dauran climax par hote hai, tab sharir me release hone wale hormones apko sukh ki anubhuti karate hai aur apko mansik shanti dete hai. Related

No comments:

Post a Comment